Mohammed.Ismail's Words
RSS
-
Mohabbat By Mohammed.Ismail
Mohabbaton mein jeenewale khushnasib hain
mohabbaton mein marne wale bhi ajib hain
ajib hain hamari daastan jaan-e-mann…faaslo par rehte hainStanza 1
Mehbub ki basthi se hum..
qutub shahi se nahin
mohabbat ka mahel na sahi par apna tajmahal zarur thairayenge humStanza 2
Tumse kitni mohabbat hai ye bata nahin sakte
yakeen nahi hota ki tum chahte nahin hum
tumhare siva hum kisi ko chah nahin sakte!!
tum hi ho meri zindagi
jo tum sath nahin toh yeh jannath bhi jee nahin saktelast dailouge:-
‘Jab hamne apka naam apne hathgon ki lakheeron mein
tallash kar ke thak gaye!
toh humne muskura ke kaha
“Lakeere jhut bolthi hain”

aazadi aayi By Mohammed.Ismail
jashn manao aazadi ka,jashn manao khul k jeene ka
sajao apne ghar gali aur nukkad shahido ki tasveeron se
lehraon tiranga assman ki unchayi mein..niklo ghar se sabhi leke nara vande mataram ka
sirf yaad na karo un amar katha ko
amal karo unki aasadharan vicharon koTiranga hi batha hai milke ek jut rehne ka
kesari rang balidano aur safed rang milke shanthi se jeene ka
hara rang hain hariyali aur sukmaye pradesh basane kamanau jashne azaadi….
Azaad desh ko aur azzad deshwasiyon ko aazaadi ki shubkamnayae.!!!!!!

Arzoo By Mohammed.Ismail
Apki aarzoo mein deewana ho gaye
aapko apna banate banate begana ho gaye
kar lo ek baar yaad apne dilse
apke dil ki awaaz sune to zamane ho gaye
-
Rishta By Mohammed.Ismail
Ristha aise hona jo hame apna man sake
hamare har dukh ko jan sake
chal rahe hain agar hum tez barish mein
fir woh pani mein se ansu ko pehchan sake.
-
Sapna By Mohammed.Ismail
Har Pal har lamha dekha maine sapna..
chahunga main tujh ko ho na ho apna.
jane ja lutaunga apni jaan samjo na mere pyaar ko zara.
aankh mein sirf tu hi,dhadkane bhi teri hi liye.
dil mein jab se hain tu..
dil mera machal ke uchalne laga…
Tu mere dil ko bhaa gayi…tu mera hosh udagayi.
yun toh har lamha teri yaad mein guzartha hain
kahin nazar na lag jaye
tasvir aapki dil mein basaye baithe hain
-
Chaand sa chehra By Mohammed.Ismail
Tumhe jo dekha lage ke aisa
jaise raath ki ho chaandni…
chaandni sa roshan chehra aur
aankhe shabnami..shabnami ankho mein dekho raaz gehre hai
us gehraayi mein bhi dikraha hai pyaar sach yehi.Mumkin hain main khud ko bhul jaau!
par tujhe bhulu na..
tumse bhichad ke zindagi main jee nahin saktadil mein basa rakha hain teri wafaon ko
aankoh mein chupha rakha addaon kochahtha hun main tujhe se meri jaan se bhi zyaada
-
Pyaar By Mohammed.Ismail
suno acha nahi hathon ki lakeeron se ulajhna..
suno acha nahi dil ki dhadkhan se ghabrana
meri yaad mein ghum rehna aur ek lafz na tum keh pana..udaas din..udaas raatein!tanha tanha yun jeena…
mannatein mangna aur ashkon ko apne yun bahana
jab saamne aaye toh chup chup ke dhekna
chale jaye toh aahat ko panaa.waqt kab thama hai jo ab thamega
waqt kab mila hain jo ab milegabus ek soch mein gum rehna,
ek tarfa mohabbath mein na tum rehna.
-
Love By Mohammed.Ismail